Poet
باسط بھوپالی
Poems
- ان کا برباد کرم کہنے کے قابل ہو گیادرد پہلو میں جہاں بھی تھا وہیں دل ہو گیاun kā barbād-e-karam kahne ke qābil ho gayādard-e-pahlū meñ jahāñ bhī thā vahīñ dil ho gayā
- جیسے بھی یہ دنیا ہے جو کچھ بھی زمانا ہےسب تیری کہانی ہے سب میرا فسانا ہےjaise bhī ye duniyā hai jo kuchh bhī zamānā haisab terī kahānī hai sab merā fasānā hai
- حیات و موت کا اک سلسلا ہےمحبت انتہا تک ابتدا ہےhayāt-o-maut kā ik salislā haimohabbat intihā tak ibtidā hai
- سب کائنات حسن کا حاصل لئے ہوئےبیٹھا ہوں دل میں عشق کی محفل لئے ہوئےsab kā.ināt husn kā hāsil liye huebaiṭhā hūñ dil meñ ishq kī mahfil liye hue
- عشق ستم پرست کیا حسن ستم شعار کیاہم بھی انہیں کے ہیں تو پھر اپنا بھی اعتبار کیاishq-e-sitam parast kyā husn-e-sitam shi.ār kyāham bhī unheñ ke haiñ to phir apnā bhī etibār kyā
- کچھ صلہ ہی نہ ملا عشق میں جل جانے کاشمع نے لوٹ لیا سوز بھی پروانے کاkuchh sila hī na milā ishq meñ jal jāne kāsham.a ne lauṭ liyā soz bhī parvāne kā
- کسی کے نقش قدم کا نشاں نہیں ملتاوہ رہ گزر ہوں جسے کارواں نہیں ملتاkisī ke naqsh-e-qadam kā nishāñ nahīñ miltāvo rah guzar hūñ jise kārvāñ nahīñ miltā
- کوئی معیار محبت نہ رہا میرے بعدہر طرف عام ہیں خاصان وفا میرے بعدkoī meyār-e-mohabbat na rahā mere ba.adhar taraf ām haiñ ḳhāsān-e-vafā mere ba.ad
- میرے رونے پر کسی کی چشم گریاں ہائے ہائےوہ گل تر وہ فضائے شبنمستاں ہائے ہائےmere rone par kisī kī chashm-e-giryāñ hā.e hā.evo gul-e-tar vo fazā-e-shabnamsitāñ hā.e hā.e
- نہیں یہ جلوہ ہائے راز عرفاں دیکھنے والےتمہیں کب دیکھتے ہیں کفر و ایماں دیکھنے والےnahīñ ye jalva hā-e-rāz irfāñ dekhne vāletumheñ kab dekhte haiñ kufr-o-īmāñ dekhne vāle
- وارفتگیٔ عشق نہ جائے تو کیا کریںتیرا بھی اب خیال نہ آئے تو کیا کریںvāraftagī-e-ishq na jā.e to kyā kareñterā bhī ab ḳhayāl na ā.e to kyā kareñ
- ہر طرف سوز کا انداز جداگانہ ہےمطمئن شمع ہے یا رقص میں پروانہ ہےhar taraf soz kā andāz judāgāna haimutma.in sham.a hai yā raqs meñ parvāna hai