Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

B S Jain Jauhar

b. 1927

Poems

Meter
  1. ik hūk sī jab dil meñ uṭhī jazbāt hamāre ā pahuñchealfāz jo zehn meñ mauzūñ the honṭoñ ke kināre ā pahuñche
  2. pau phaṭī sub.h huī shām huīzindagī bas yūñ hī tamām huī
  3. pahle ahbāb taġhāful kī safā.ī deñgephir mire haq meñ adālat meñ gavāhī deñge
  4. tamām rāt chhatoñ par baras gayā pānīsaverā hote hī bastī meñ bas gayā pānī
  5. kaifiyat-e-dil-e-hazīñ ham se nahīñ bayāñ huīlafz na sāth de sake ānsūoñ se ayāñ huī
  6. ghaṭā sāvan kī umḍī ā rahī haipayām-e-ashk bhar bhar lā rahī hai
  7. mire dil se mohabbat kī farāvānī nahīñ jātīmaiñ aksar sochtā hūñ kyūñ ye nādānī nahīñ jātī
  8. naġhme taṛap rahe haiñ dil-e-be qarār meñānkheñ baras rahī haiñ ġham-e-intizār meñ