Poet
A.R Sahil 'Aleeg'
b. 1992
Poems
- اشکوں سے اپنی آنکھیں بھگوتا رہا غزالبیٹھا ندی کے تیر پہ روتا رہا غزالashkoñ se apnī ānkheñ bhigotā rahā ġhazālbaiṭhā nadī ke tīr pe rotā rahā ġhazāl
- حسن در حسن پھر آزمانے کے بعدخون رونا پڑا دل لگانے کے بعدhusn dar husn phir āzmāne ke ba.adḳhūn ronā paṛā dil lagāne ke ba.ad
- ڈھلی جو رات بہت دیر مسکرائی صبافضا کو دے کے گئی آج پھر بدھائی صباḍhalī jo rāt bahut der muskurā.ī sabāfazā ko de ke ga.ī āj phir badhā.ī sabā
- سیاسی نفرتوں کی زد میں آئیں گے ہمیں کب تکبھگو کر شاہ رکھے گا لہو میں آستیں کب تکsiyāsī nafratoñ kī zad meñ ā.eñge hameñ kab takbhigo kar shāh rakhegā lahū meñ āstīñ kab tak
- شام کے تن پر سجی جو سرمئی پوشاک ہےہم چراغوں کی فقط یہ روشنی پوشاک ہےshām ke tan par sajī jo surma.ī poshāk haiham charāġhoñ kī faqat ye raushnī poshāk hai
- لبوں پہ مسکان دل میں دہشت عجیب خلقت مری غزالہخطا پہ اپنے نہیں کرے ہے کبھی ندامت مری غزالہlaboñ pe muskān dil meñ dahshat ajīb ḳhilqat mirī ġhazālaḳhatā pe apne nahīñ kare hai kabhī nadāmat mirī ġhazāla
- وصل کا موسم ہو تو یہ سردیاں ہی ٹھیک ہیںہجر میں قربت کی یہ پرچھائیاں ہی ٹھیک ہیںvasl kā mausam ho to ye sardiyāñ hī ṭhīk haiñhijr meñ qurbat kī ye parchhā.iyāñ hī ṭhīk haiñ
- وقت کے ساتھ ساتھ چلنا تھاخود کو تھوڑا بہت بدلنا تھاvaqt ke sāth sāth chalnā thāḳhud ko thoṛā bahut badalnā thā
- یوں تو ہونے کو کیا نہیں ہوتاآدمی بس خدا نہیں ہوتاyūñ to hone ko kyā nahīñ hotāādmī bas ḳhudā nahīñ hotā