Poet
Aaquib Shaad
b. 1994
Poems
- بتاؤں کیا کسی سے دل میں کیا کیا ٹوٹ جاتا ہےکہ جب مفلس کے بچے کا کھلونا ٹوٹ جاتا ہےbatā.ūñ kyā kisī se dil meñ kyā kyā ṭūṭ jātā haike jab muflis ke bachche kā khilaunā ṭūṭ jātā hai
- دھوپ تھی سائبان تھا ہی نہیںمیرا کوئی مکان تھا ہی نہیںdhūp thī sā.ibān thā hī nahīñmerā koī makān thā hī nahīñ
- ڈبو کے ملک سے تیرے حساب کا سورجنکالنا ہے ہمیں انقلاب کا سورجḍubo ke mulk se tere hisāb kā sūrajnikālnā hai hameñ inqilāb kā sūraj
- میری خواہش قبول کر لیجےعشق کرنے کی بھول کر لیجےmerī ḳhvāhish qubūl kar lījeishq karne kī bhūl kar līje
- وہ خوابوں میں تو آنا چاہتا ہےمگر نیندیں اڑانا چاہتا ہےvo ḳhvāboñ meñ to ānā chāhtā haimagar nīndeñ uṛānā chāhtā hai
- ہم جو گزرے ہوئے لمحوں کی طرف دیکھتے ہیںایسا لگتا ہے کہ صدیوں کی طرف دیکھتے ہیںham jo guzre hue lamhoñ kī taraf dekhte haiñaisā lagtā hai ke sadiyoñ kī taraf dekhte haiñ