Poet
Zafar Ahmad Siddiqi
1955–2020
Poems
- آج بھر دے اسی مے سے مرا جام اے ساقیعقل جس مے کو سمجھتی ہے حرام اے ساقیāj bhar de isī mai se mirā jām ai sāqīaql jis mai ko samajhtī hai harām ai sāqī
- ڈوب کر خون میں کس رنگ سے پیکاں نکلادل ایذا طلب اب تو ترا ارماں نکلاḍūb kar ḳhūn meñ kis rang se paikāñ niklādil-e-īzā talab ab to tirā armāñ niklā
- زخم کیوں دل پہ لگاتے ہو جو بھرنے کے نہیںمٹ گئے نقش وفا کے تو ابھرنے کے نہیںzaḳhm kyūñ dil pe lagāte ho jo bharne ke nahīñmiṭ ga.e naqsh-e-vafā ke to ubharne ke nahīñ
- ستم دوست کا گلہ کیا ہےسنبھل اے دل تجھے کہا کیا ہےsitam-e-dost kā gila kyā haisambhal ai dil tujhe kahā kyā hai