Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Yadgar Husain Nashtar Khairabadi

1916–1964

Poems

Meter
  1. phir terī yād dilāte haiñ mujhelog dānista satāte haiñ mujhe
  2. chānd kā nūr sitāroñ kī ziyā ban jā.ūñsochtā hūñ ke tirī bazm meñ kyā ban jā.ūñ
  3. sab kuchh mirī qismat kā tere dar ke qarīñ haijīnā bhī yahīñ hai mujhe marnā bhī yahīñ hai
  4. sar tere āstāñ pe jhukā.e hue hai hamya.anī farāz-e-arsh pe chhā.e hue hai ham
  5. fariyād nahīñ shukr-e-sitam karte raheñgeham ḳhud unheñ majbūr-e-karam karte raheñge