Poet
Yadgar Husain Nashtar Khairabadi
1916–1964
Poems
- پھر تیری یاد دلاتے ہیں مجھےلوگ دانستہ ستاتے ہیں مجھےphir terī yād dilāte haiñ mujhelog dānista satāte haiñ mujhe
- چاند کا نور ستاروں کی ضیا بن جاؤںسوچتا ہوں کہ تری بزم میں کیا بن جاؤںchānd kā nūr sitāroñ kī ziyā ban jā.ūñsochtā hūñ ke tirī bazm meñ kyā ban jā.ūñ
- سب کچھ مری قسمت کا تیرے در کے قریں ہےجینا بھی یہیں ہے مجھے مرنا بھی یہیں ہےsab kuchh mirī qismat kā tere dar ke qarīñ haijīnā bhī yahīñ hai mujhe marnā bhī yahīñ hai
- سر تیرے آستاں پہ جھکائے ہوئے ہے ہمیعنی فراز عرش پے چھائے ہوئے ہے ہمsar tere āstāñ pe jhukā.e hue hai hamya.anī farāz-e-arsh pe chhā.e hue hai ham
- فریاد نہیں شکر ستم کرتے رہیں گےہم خود انہیں مجبور کرم کرتے رہیں گےfariyād nahīñ shukr-e-sitam karte raheñgeham ḳhud unheñ majbūr-e-karam karte raheñge