Poet
Urooj Akhtar Zaidi
1942–2021
Poems
- ایک جیسے ہیں زمانے کے پریشاں صورتوہی ویرانیٔ دل اور وہی ویراں صورتek jaise haiñ zamāne ke pareshāñ sūratvahī vīrānī-e-dil aur vahī vīrāñ sūrat
- ملال و حسرت و بیم و رجا بہت کچھ ہےہمارے پاس خدا کا دیا بہت کچھ ہےmalāl-o-hasrat-o-bīm-o-rajā bahut kuchh haihamāre pās ḳhudā kā diyā bahut kuchh hai
- نہاں ہے سب سے پہ ہر جا دکھائی دیتا ہےچہار سو ترا جلوہ دکھائی دیتا ہےnihāñ hai sab se pe har jā dikhā.ī detā haichahār so tirā jalva dikhā.ī detā hai
- ہزار زخم بہ عنوان جاں لئے پھرناامید و بیم کی ایک داستاں لئے پھرناhazār zaḳhm ba unvān-e-jāñ liye phirnāummīd-o-bīm kī ek dāstāñ liye phirnā