Poet
Uddhav Mahajan Bismil
Poems
- امن و اماں کی خاطر کھائی تھیں ہم نے قسمیںلیکن رہا نہیں ہے یہ کام اپنے بس میںamn-o-amāñ kī ḳhātir khā.ī thīñ ham ne qasmeñlekin rahā nahīñ hai ye kām apne bas meñ
- تصور میں ہمارے بھی کسی کا حسن پلتا ہےتغزل کا چراغ اس واسطے آنکھوں میں جلتا ہےtasavvur meñ hamāre bhī kisī kā husn paltā haitaġhazzul kā charāġh is vāste ānkhoñ meñ jaltā hai
- سخن کی راہ میں پیہم عمل کے ساتھ رہوںبکھیرتا رہوں خوشبو ہر ایک محفل میںsuḳhan kī rāh meñ paiham amal ke sāth rahūñbikhertā rahūñ ḳhushbū har ek mahfil meñ