Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

تاجور نجیب آبادی

Poems

Meter
  1. ai ārzū-e-shauq tujhe kuchh ḳhabar hai ājhusn-e-nazar navāz harīf-e-nazar hai āj
  2. hashr meñ phir vahī naqshā nazar ātā hai mujheāj bhī va.ada-e-fardā nazar ātā hai mujhe
  3. ġham-e-mohabbat meñ dil ke dāġhoñ se rūkash-e-lāla zār hūñ maiñfazā bahāreñ hai jis ke jalvoñ se vo harīf-e-bahār hūñ maiñ
  4. mohabbat meñ zabāñ ko maiñ navāsanj-e-fuġhāñ kar lūñshikasta dil kī āhoñ ko harīf-e-nātavāñ kar lūñ
  5. mohabbat meñ ziyāñ kārī murād-e-dil na ban jā.eye lā hāsil hī umr-e-ishq kā hāsil na ban jā.e
  6. husn shoḳh chashm meñ nām ko vafā nahīñdard āfrīñ nazar dard-e-āshnā nahīñ