Poet
Tahseen Firaqi
b. 1950
Poems
- اسے میں اور یہ میرا عصا ہی طے کرے گایہ راہ عشق مرا حوصلہ ہی طے کرے گاuse maiñ aur ye merā asā hī tai karegāye rāh-e-ishq mirā hausla hī tai karegā
- بہت سے سیل حوادث کی زد پہ بہہ گئے ہیںیہ چند ایک درختان سبز رہ گئے ہیںbahut se sail-e-havādis kī zad pe bah ga.e haiñye chand ek daraḳhtān sabz rah ga.e haiñ
- تری گلی میں گئے کتنے ماہ و سال ہوئےگزر گئے کئی موسم ہمیں بحال ہوئےtirī galī meñ ga.e kitne māh-o-sāl hueguzar ga.e ka.ī mausam hameñ bahāl hue
- چمن اتنا خزاں آثار پہلے کب ہوا تھابلا کا قحط برگ و بار پہلے کب ہوا تھاchaman itnā ḳhizāñ āsār pahle kab huā thābalā kā qaht barg-o-bār pahle kab huā thā
- مجھ سا انجان کسی موڑ پہ کھو سکتا ہےحادثہ کوئی بھی اس شہر میں ہو سکتا ہےmujh sā anjān kisī moṛ pe kho saktā haihādisa koī bhī is shahr meñ ho saktā hai
- مہ و انجم نے قبا کی تو تمہارے لیے کیچاند چہروں پہ ردا کی تو تمہارے لیے کیmah-o-anjum ne qabā kī to tumhāre liye kīchānd chehroñ pe ridā kī to tumhāre liye kī
- میں ہر ایک بات کہاں کہاں نہیں بھولتامگر ایک شام فراق جاں نہیں بھولتاmaiñ har ek bāt kahāñ kahāñ nahīñ bhūltāmagar ek shām-e-firāq-e-jāñ nahīñ bhūltā