Poet
Tab Aslam
Poems
- دل کے صحرا میں بڑے زور کا بادل برسااتنی شدت سے کوئی رات مجھے یاد آیاdil ke sahrā meñ baṛe zor kā bādal barsāitnī shiddat se koī rāt mujhe yād āyā
- صبح بہار و شام خزاں کچھ نہ کچھ تو ہوبے نام زندگی کا نشاں کچھ نہ کچھ تو ہوsub.h-e-bahār-o-shām-e-ḳhizāñ kuchh na kuchh to hobe nām zindagī kā nishāñ kuchh na kuchh to ho
- کوئی بھی نقش سلامت نہیں ہے چہرے کابدل گیا ہے کچھ ایسا چلن زمانے کاkoī bhī naqsh salāmat nahīñ hai chehre kābadal gayā hai kuchh aisā chalan zamāne kā
- منزلوں اس کو آواز دیتے رہے منزلوں جس کی کوئی خبر بھی نہ تھیدامن شب میں کوئی ستارہ نہ تھا شمع کوئی سر رہ گزر بھی نہ تھیmanziloñ us ko āvāz dete rahe manziloñ jis kī koī ḳhabar bhī na thīdāman-e-shab meñ koī sitāra na thā sham.a koī sar-e-rah guzar bhī na thī