Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

سہا مجددی

Poems

Meter
  1. uṭhiye to kahāñ jā.iye jo kuchh hai yahīñ haibāhar tire ghar ke to na duniyā hai na deñ hai
  2. isī āshiqī meñ paiham huī ḳhānumāñ ḳharābīdil-e-mubtalā kī ab tak hai vahī junūñ maābī
  3. jo kuchh huā so huā ab savāl hī kyā haibayān-e-hāl karūñ mujh meñ hāl hī kyā hai
  4. ḳharāb dīd ko yūñ hī ḳharāb rahne dekoī hijāb uṭhā de naqāb rahne de
  5. do ālam ke āfāt se dūr kar deik aisī nazar chashm-e-maḳhmūr kar de
  6. shauq-e-butān-e-anjuman ārā liye huephirtā hūñ hashr meñ vahī duniyā liye hue