Poet
سہا مجددی
Poems
- اٹھئے تو کہاں جائیے جو کچھ ہے یہیں ہےباہر ترے گھر کے تو نہ دنیا ہے نہ دیں ہےuṭhiye to kahāñ jā.iye jo kuchh hai yahīñ haibāhar tire ghar ke to na duniyā hai na deñ hai
- اسی عاشقی میں پیہم ہوئی خانماں خرابیدل مبتلا کی اب تک ہے وہی جنوں مآبیisī āshiqī meñ paiham huī ḳhānumāñ ḳharābīdil-e-mubtalā kī ab tak hai vahī junūñ maābī
- جو کچھ ہوا سو ہوا اب سوال ہی کیا ہےبیان حال کروں مجھ میں حال ہی کیا ہےjo kuchh huā so huā ab savāl hī kyā haibayān-e-hāl karūñ mujh meñ hāl hī kyā hai
- خراب دید کو یوں ہی خراب رہنے دےکوئی حجاب اٹھا دے نقاب رہنے دےḳharāb dīd ko yūñ hī ḳharāb rahne dekoī hijāb uṭhā de naqāb rahne de
- دو عالم کے آفات سے دور کر دےاک ایسی نظر چشم مخمور کر دےdo ālam ke āfāt se dūr kar deik aisī nazar chashm-e-maḳhmūr kar de
- شوق بتان انجمن آرا لیے ہوئےپھرتا ہوں حشر میں وہی دنیا لیے ہوئےshauq-e-butān-e-anjuman ārā liye huephirtā hūñ hashr meñ vahī duniyā liye hue