Poet
S A Mehdi
Poems
- بنتے ہی شہر کا یہ دیکھیے ویراں ہوناآنکھ کھلتے ہی مرا دہر میں گریاں ہوناbante hī shahr kā ye dekhiye vīrāñ honāānkh khulte hī mirā dahr meñ giryāñ honā
- کیسے کروں میں ضبط راز تو ہی مجھے بتا کہ یوںاے دل زار شرح راز مجھ سے بھی تو چھپا کہ یوںkaise karūñ maiñ zabt-e-rāz tū hī mujhe batā ke yūñai dil-e-zār sharh-e-rāz mujh se bhī to chhupā ke yūñ
- کیف سرور و سوز کے قابل نہیں رہایہ اور دل ہے اب وہ مرا دل نہیں رہاkaif-e-surūr-o-soz ke qābil nahīñ rahāye aur dil hai ab vo mirā dil nahīñ rahā
- مستقل اب بجھا بجھا سا ہےآخر اس دل کو یہ ہوا کیا ہےmustaqil ab bujhā bujhā sā haiāḳhir is dil ko ye huā kyā hai