Poet
رنج حیدرآبادی
Poems
- دل میں چمکے ہوئے ہیں داغ بہتروشن اس گھر میں ہیں چراغ بہتdil meñ chamke hue haiñ dāġh bahutraushan is ghar meñ haiñ charāġh bahut
- گھڑی گھڑی ہے ہمیں اپنے مہرباں کا خیالنہ کچھ زمیں کی خبر ہے نہ آسماں کا خیالghaṛī ghaṛī hai hameñ apne mehrbāñ kā ḳhayālna kuchh zamīñ kī ḳhabar hai na āsmāñ kā ḳhayāl
- ملا ہوا کبھی سینے سے ان کے سینہ تھاعجب وہ روز تھے یا رب عجب مہینہ تھاmilā huā kabhī sīne se un ke sīna thāajab vo roz the yā rab ajab mahīna thā