Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

رنج حیدرآبادی

Poems

Meter
  1. us but kā intizār kabhī hai kabhī nahīñdil apnā be qarār kabhī hai kabhī nahīñ
  2. tirā āshiq mire sivā hai kaunbe vafā mujh sā bā vafā hai kaun
  3. dil mirā le ke ye kahte haiñ ke māl achchhā haiminnateñ ḳhūb haiñ aur un kā ḳhayāl achchhā hai
  4. ishq meñ dosto mazā bhī haisaḳht āfat bhī hai balā bhī hai
  5. kabhī qalaq meñ kabhī fikr-o-intizār meñ haiñhazār tarah ke sadme firāq-e-yār meñ haiñ
  6. kaun kahtā hai yār ne mārāyār ke intizār ne mārā
  7. mujh par un kā itāb ho hī gayājān par ik azāb ho hī gayā
  8. na bhūlnā mujhe dil se mirī ḳhabar lenājo yād ā.ūñ kabhī maiñ to yād kar lenā