Poet
راغب بدایونی
Poems
- آدمی آدمی سے ملتے ہیںآپ بھی کیا کسی سے ملتے ہیںādmī ādmī se milte haiñāp bhī kyā kisī se milte haiñ
- ازل کی یاد میں میں گرم آہ سرد ہوالگی تھی چوٹ کبھی اور آج درد ہواazal kī yād meñ maiñ garm āh-e-sard huālagī thī choṭ kabhī aur āj dard huā
- ان سے دل ملتے ہی فرقت کی بلا بھی آئیجان آنے بھی نہ پائی کہ قضا بھی آئیun se dil milte hī furqat kī balā bhī ā.ījān āne bhī na pā.ī ke qazā bhī ā.ī
- بے خودی ہے حسرتوں کی بھیڑ چھٹ جانے کے بعدآپ ہی گم ہو گئے ہم راستہ پانے کے بعدbe ḳhudī hai hasratoñ kī bhīṛ chhuṭ jāne ke ba.adāp hī gum ho ga.e ham rāsta pāne ke ba.ad
- جاؤں کیا منہ لے کے میں وہ بد گماں ہو جائے گارنگ کے اڑنے سے عشق اس پر عیاں ہو جائے گاjā.ūñ kyā muñh le ke maiñ vo bad gumāñ ho jā.egārang ke uṛne se ishq us par ayāñ ho jā.egā
- دل ہے اپنا رنج فرقت میں شریکخود اذیت خود اذیت میں شریکdil hai apnā ranj-e-furqat meñ sharīkḳhud aziyyat ḳhud aziyyat meñ sharīk
- نا مناسب ہے خفا نالوں کو سن کر ہوناابھی آیا ہی نہیں تم کو ستم گر ہوناnā munāsib hai ḳhafā nāloñ ko sun kar honāabhī āyā hī nahīñ tum ko sitam gar honā
- نہیں ہے امن کا دنیا میں اب مقام کوئیخدا خدا کہے کوئی کہ رام رام کوئیnahīñ hai amn kā duniyā meñ ab maqām koīḳhudā ḳhudā kahe koī ke rām rām koī
- واہ کیا عالم عجب ہے انتظار یار کانام ہے دیدار حسرت حسرت دیدار کاvāh kyā ālam ajab hai intizār-e-yār kānām hai dīdār hasrat hasrat-e-dīdār kā