Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Qamar Abbas Qamar

b. 1993

Poems

  1. is shahr meñ kuchh logoñ se pahchān abhī haiya.anī ke mire hone kā imkān abhī hai
  2. dil ko rone ke liye ānkh meñ bas pānī haiālam-e-zāt meñ kyā be sar-o-sāmānī hai
  3. samundaroñ ke safar par haiñ rahnumā bhī nahīñham aise logoñ kī kashtī kā nāḳhudā bhī nahīñ
  4. sub.h-e-ummīd kī ik sham.a jalā.ī ga.ī thīis tarah mamlukat-e-jism bachā.ī ga.ī thī
  5. mire dimāġh pe āseb kā asar to nahīñgumāñ guzartā hai ye dasht merā ghar to nahīñ
  6. ye rut azā kī hai shahr-e-hazīñ se guzregāluṭe huoñ kā qabīla yahīñ se guzregā