Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Parveen Sultana Saba

b. 1959

Poems

Meter
  1. jab nayā moṛ lene ko thī zindagī vaqt ne ik na.ī dāstāñ baḳhsh dīnām un kā mire dil pe kanda kyā yūñ mujhe zindagī jāvedāñ baḳhsh dī
  2. jab vo mire isbāt se inkār ko samjhātab hī to haqīqat meñ mire pyār ko samjhā
  3. husn kī ik chingārī ne kyā ḳhūb lagā.ī ishq kī āgruḳh par zulf kā jhonkā āyā aur lahrā.ī ishq kī āg
  4. vo mirā maujoñ se laṛ laṛ kar ubhar kar dekhnādostoñ kā daur sāhil se samundar dekhnā