Poet
Ozair Rahman
b. 1949
Poems
- پھر یہ کس نے مجھے جگایا ہےپھر سے خوابوں میں کون آیا ہےphir ye kis ne mujhe jagāyā haiphir se ḳhvāboñ meñ kaun āyā hai
- حال دل وہ پوچھنے آنے لگےمرنے والے زندگی پانے لگےhāl-e-dil vo pūchhne āne lagemarne vāle zindagī pāne lage
- حساب دوستاں در دل نہیں ابپلٹنا باتوں سے مشکل نہیں ابhisāb-e-dostāñ dar dil nahīñ abpalaṭnā bātoñ se mushkil nahīñ ab
- مجھے اے زندگی آواز مت دےنہیں منزل کوئی پرواز مت دےmujhe ai zindagī āvāz mat denahīñ manzil koī parvāz mat de
- اڑتی دیش میں گرد نہیں ہےتمہیں ذرا بھی درد نہیں ہےuṛtī desh meñ gard nahīñ haitumheñ zarā bhī dard nahīñ hai
- کان پک جاتے ہیں دنیا کی شکایت سن کرکس نے جانا ہے تمہیں کس کا یقیں کر لوں میںkān pak jāte haiñ duniyā kī shikāyat sun karkis ne jānā hai tumheñ kis kā yaqīñ kar lūñ maiñ
- یہ سچ ہے اب آزاد ہیں ہممٹی سے سگندھ یہ آتی ہےye sach hai ab āzād haiñ hammiṭṭī se sagnidh ye ātī hai
- شکستہ ہوں مگر دولت بھی ہے حاصل ہوئی ہم کوگزارے ساتھ جو پل قدر اس کی ہو نہیں کس کوshikasta hūñ magar daulat bhī hai hāsil huī ham koguzāre sāth jo pal qadar us kī ho nahīñ kis ko
- کبھی ان چڑیوں سے بھی پوچھنا ہےتمہارا گھر کہاں ہےkabhī in chiṛiyoñ se bhī pūchhnā haitumhārā ghar kahāñ hai
- کرتا رہا میں منتیں کم کی نہ کچھ دعاحاصل ہوا نہ کچھ تو خدا بے اثر لگاkartā rahā maiñ minnateñ kam kī na kuchh duāhāsil huā na kuchh to ḳhudā be asar lagā
- ہے پیار کا یہ کھیل کہاں مکر سے خالیلیکن دل ناداں کو دکھانا نہیں آیاhai pyār kā ye khel kahāñ makr se ḳhālīlekin dil-e-nādāñ ko dikhānā nahīñ āyā