Poet
Obaidullah Aleem
عبید اللہ علیم1939–1998
Poems
- تمہارے ہیں کہو اک دنکہو اک دنtumhāre haiñ kaho ik dinkaho ik din
- میری آنکھوں میں کوئی چہرہ چراغ آرزووہ میرا آئینہ جس سے خود جھلک جاؤں کبھیmerī ānkhoñ meñ koī chehra charāġh-e-ārzūvo merā ā.īna jis se ḳhud jhalak jā.ūñ kabhī
- میں آئینہ ہوںاور ہر آنے والے کو وہی چہرہ دکھاتا ہوںmaiñ ā.īna hūñaur har āne vāle ko vahī chehra dikhātā hūñ
- میں جسم و جاں کے تمام رشتوں سے چاہتا ہوںنہیں سمجھتا کہ ایسا کیوں ہےmaiñ jism-o-jāñ ke tamām rishtoñ se chāhtā hūñnahīñ samajhtā ke aisā kyūñ hai
- میں وہ شجر تھاکہ میرے سائے میں بیٹھنے اور شاخوں پہ جھولنے کی ہزاروں جسموں کو آرزو تھیmaiñ vo shajar thāke mere sā.e meñ baiṭhne aur shāḳhoñ pe jhūlne kī hazāroñ jismoñ ko ārzū thī
- یہ لفظ سقراط لفظ عیسیٰمیں ان کا خالق یہ میرے خالقye lafz suqrāt lafz-e-īsāmaiñ un kā ḳhāliq ye mere ḳhāliq
- آنکھ سے دور سہی دل سے کہاں جائے گاجانے والے تو ہمیں یاد بہت آئے گاānkh se dūr sahī dil se kahāñ jā.egājāne vāle to hameñ yād bahut ā.egā
- آؤ تم ہی کرو مسیحائیاب بہلتی نہیں ہے تنہائیā.o tum hī karo masīhā.īab bahaltī nahīñ hai tanhā.ī
- اگر ہوں کچے گھروندوں میں آدمی آبادتو ایک ابر بھی سیلاب کے برابر ہےagar hūñ kachche gharaundoñ meñ ādmī ābādto ek abr bhī sailāb ke barābar hai
- انسان ہو کسی بھی صدی کا کہیں کا ہویہ جب اٹھا ضمیر کی آواز سے اٹھاinsān ho kisī bhī sadī kā kahīñ kā hoye jab uṭhā zamīr kī āvāz se uṭhā
- تم اپنے رنگ نہاؤ میں اپنی موج اڑوںوہ بات بھول بھی جاؤ جو آنی جانی ہوئیtum apne rang nahā.o maiñ apnī mauj uṛūñvo bāt bhūl bhī jā.o jo ānī jānī huī
- جس کو ملنا نہیں پھر اس سے محبت کیسیسوچتا جاؤں مگر دل میں بسائے جاؤںjis ko milnā nahīñ phir us se mohabbat kaisīsochtā jā.ūñ magar dil meñ basā.e jā.ūñ
- جوانی کیا ہوئی اک رات کی کہانی ہوئیبدن پرانا ہوا روح بھی پرانی ہوئیjavānī kyā huī ik rāt kī kahānī huībadan purānā huā rūh bhī purānī huī
- جو دل کو ہے خبر کہیں ملتی نہیں خبرہر صبح اک عذاب ہے اخبار دیکھناjo dil ko hai ḳhabar kahīñ miltī nahīñ ḳhabarhar sub.h ik azāb hai aḳhbār dekhnā
- دوستو جشن مناؤ کہ بہار آئی ہےپھول گرتے ہیں ہر اک شاخ سے آنسو کی طرحdosto jashn manā.o ke bahār ā.ī haiphūl girte haiñ har ik shāḳh se ānsū kī tarah
- شاید اس راہ پہ کچھ اور بھی راہی آئیںدھوپ میں چلتا رہوں سائے بچھائے جاؤںshāyad is rāh pe kuchh aur bhī rāhī ā.eñdhūp meñ chaltā rahūñ sā.e bichhā.e jā.ūñ
- صبح چمن میں ایک یہی آفتاب تھااس آدمی کی لاش کو اعزاز سے اٹھاsub.h-e-chaman meñ ek yahī āftāb thāus ādmī kī lāsh ko ezāz se uṭhā
- عزیز اتنا ہی رکھو کہ جی سنبھل جائےاب اس قدر بھی نہ چاہو کہ دم نکل جائےazīz itnā hī rakho ke jī sambhal jā.eab is qadar bhī na chāho ke dam nikal jā.e
- میں اس کو بھول گیا ہوں وہ مجھ کو بھول گیاتو پھر یہ دل پہ کیوں دستک سی ناگہانی ہوئیmaiñ us ko bhūl gayā hūñ vo mujh ko bhūl gayāto phir ye dil pe kyūñ dastak sī nāgahānī huī
- میں تنہا تھا میں تنہا ہوںتم آؤ تو کیا نہ آؤ تو کیاmaiñ tanhā thā maiñ tanhā hūñtum ā.o to kyā na ā.o to kyā
- ہزار راہ چلے پھر وہ رہ گزر آئیکہ اک سفر میں رہے اور ہر سفر سے گئےhazār rāh chale phir vo rah guzar ā.īke ik safar meñ rahe aur har safar se ga.e
- ہزار طرح کے صدمے اٹھانے والے لوگنہ جانے کیا ہوا اک آن میں بکھر سے گئےhazār tarah ke sadme uṭhāne vāle logna jāne kyā huā ik ān meñ bikhar se ga.e