Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

نظام رامپوری

Poems

Meter
  1. angṛā.ī bhī vo lene na pā.e uṭhā ke hāthdekhā jo mujh ko chhoṛ diye muskurā ke hāth
  2. bigaṛne se tumhāre kyā kahoñ maiñ kyā bigaṛtā haikalejā muñh ko ā jātā hai dil aisā bigaṛtā hai
  3. kabhī milte the vo ham se zamāna yād ātā haibadal kar vaz.a chhup kar shab ko ānā yād ātā hai
  4. kisī ne pakṛā dāman aur kisī ne āstīñ pakṛīna uṭhā meñ hī us kūche se ye maiñ ne zamīñ pakṛī
  5. kahte haiñ sun ke mājrā merātum se kis roz-e-rabt thā merā
  6. gar dosto tum ne use dekhā nahīñ hotākahne kā tumhāre mujhe shakvā nahīñ hotā
  7. gar kahūñ matlab tumhārā khul gayākahte haiñ achchhā huā kyā khul gayā
  8. mirī sāns ab chārā gar ṭūṭṭī haikahīñ juṛtī hai phir kahīñ ṭūṭṭī hai
  9. vāñ to milne kā irāda hī nahīñyāñ vo ḳhvāhish hai ke hotā hī nahīñ
  10. vo to yūñ hī kahtā hai ke maiñ kuchh nahīñ kahtāmerā ye maqūla hai ke maiñ kuchh nahīñ kahtā