Poet
Naeem Sarmad
b. 1992
Poems
- اب کے موسم میں ترا شہر وہ کیسا ہوگامیری مرضی کے بنا چاند نکلتا ہوگاab ke mausam meñ tirā shahr vo kaisā hogāmerī marzī ke binā chānd nikaltā hogā
- اک ترے وصل کے لئے مولاہجر کاٹے ہیں ان گنے مولاik tire vasl ke liye maulāhijr kāṭe haiñ un gine maulā
- تمہارے چہرے پہ دھیان ایسے ٹکا ہوا ہےتمام سمتوں کو ایک جانب رکھا ہوا ہےtumhāre chehre pe dhyān aise ṭikā huā haitamām samtoñ ko ek jānib rakhā huā hai
- خدا سے بھی کب کوئی فرقت کٹی ہےشب ہجر شب سے بھی پہلے بنی ہےḳhudā se bhī kab koī furqat kaṭī haishab-e-hijr shab se bhī pahle banī hai
- خود کو مرشد مان لے پیارے کیوں اور کیا کا بھید سمجھاپنی صورت تکتا رہ اور پھر کیسا کا بھید سمجھḳhud ko murshid mān le pyāre kyūñ aur kiyā kā bhed samajhapnī sūrat taktā rah aur phir kaisā kā bhed samajh
- سرخ مٹی کو ہواؤں میں اڑاتے ہوئے ہماپنی آمد کے لئے دشت سجاتے ہوئے ہمsurḳh miṭṭī ko havā.oñ meñ uṛāte hue hamapnī āmad ke liye dasht sajāte hue ham
- کاف سے نون تلک شور مچا وحشت ہےیعنی اس عہد میں جو کچھ بھی ہوا وحشت ہےkāf se nūn talak shor machā vahshat haiya.anī is ahd meñ jo kuchh bhī huā vahshat hai
- مجھ میں میری ذات بھی رکھی ہوئی ہے دوستچھوڑ یہ بات تو اور بھی الجھی ہوئی ہے دوستmujh meñ merī zāt bhī rakhī huī hai dostchhoṛ ye bāt to aur bhī uljhī huī hai dost