Poet
Naeem Raza Bhatti
b. 1988
Poems
- اس نے بھی خود کو بے کنار کیاجس کا ساحل نے انتظار کیاus ne bhī ḳhud ko be kanār kiyājis kā sāhil ne intizār kiyā
- بات یہ ہے کہ بات کوئی نہیںمیں اکیلا ہوں ساتھ کوئی نہیںbāt ye hai ke bāt koī nahīñmaiñ akelā hūñ sāth koī nahīñ
- جس سے فلک پڑے گی دل پائمال میںوہ کہکشاں نہیں ہے ترے خد و خال میںjis se falak paṛegī dil-e-pā.imāl meñvo kahkashāñ nahīñ hai tire ḳhad-o-ḳhāl meñ
- دل درویش کی دعا سے اٹھایہ ہیولیٰ سا جو ہوا سے اٹھاdil-e-darvesh kī duā se uṭhāye hayūlā sā jo havā se uṭhā
- کچھ ایسا ہو گیا ہے یار اپناگلہ بنتا ہے اب بے کار اپناkuchh aisā ho gayā hai yār apnāgila bantā hai ab be kār apnā
- کوئی پل جی اٹھے اگر ہم بھیدم نہ لے پائے گا یہاں دم بھیkoī pal jī uṭhe agar ham bhīdam na le pā.egā yahāñ dam bhī
- لوگ جنت میں جا رہے ہوں گےاور ہم سٹپٹا رہے ہوں گےlog jannat meñ jā rahe hoñgeaur ham saṭpaṭā rahe hoñge
- وہم ہے ہست بھی نیست بھی وہم ہےدین و دنیا کی ہر اک گلی وہم ہےvahm hai hast bhī nīst bhī vahm haidīn-o-duniyā kī har ik galī vahm hai
- ہے تلخ تر حیات اس شراب سےتو عشق ہار دے گا اجتناب سےhai talḳh tar-e-hayāt is sharāb setū ishq hār degā ijtināb se
- شکستہ گھر ہےدہکتے آنگن میں سن رسیدہ شجر کے پتے بکھر چکے ہیںshikasta ghar haidahakte āngan meñ sun rasīda shajar ke patte bikhar chuke haiñ