Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Nadir Areez

b. 1993

Poems

Meter
  1. apnī ḳhuddārī to pāmāl nahīñ kar sakteus kā nambar hai magar kāl nahīñ kar sakte
  2. ka.ī dinoñ tak nazar meñ rahne pe hāñ karegīvo pahlī koshish pe dil kushāda kahāñ karegī
  3. mirī jāñ par ye patthar is liye bhārī ziyāda haimohabbat kam tire lahje meñ ġham ḳhvārī ziyāda hai
  4. na.e mujrim haiñ purānoñ kī taraf dekhte haiñmuqtadī apne imāmoñ kī taraf dekhte haiñ