Poet
M.S Mahawar
b. 1991
Poems
- اس دشت کا جو رابطہ ہے تشنگی کے ساتھتو خوش رہے دعا ہے مگر اک کمی کے ساتھis dasht kā jo rābta hai tishnagī ke sāthtū ḳhush rahe duā hai magar ik kamī ke sāth
- اس کی آنکھوں میں کوئی خواب نہیںکیا پیالے میں ہی شراب نہیںus kī ānkhoñ meñ koī ḳhvāb nahīñkyā pyāle meñ hī sharāb nahīñ
- اک نظر آر پار کر دیکھیںروح کو جسم اتار کر دیکھیںik nazar ār pār kar dekheñrūh ko jism utār kar dekheñ
- بس ایک آخری رستے میں ہم کھڑی دیکھیںترا یہ چہرہ حسیں دیکھیں یا گھڑی دیکھیںbas ek āḳhirī raste meñ ham khaṛī dekheñtirā ye chehra hasīñ dekheñ yā ghaṛī dekheñ
- جس کی چاہت میں گمشدہ ہوں میںوہ سمجھتی ہے بے وفا ہوں میںjis kī chāhat meñ gumshuda hūñ maiñvo samajhtī hai be vafā hūñ maiñ