Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

M.S Mahawar

b. 1991

Poems

Meter
  1. is dasht kā jo rābta hai tishnagī ke sāthtū ḳhush rahe duā hai magar ik kamī ke sāth
  2. us kī ānkhoñ meñ koī ḳhvāb nahīñkyā pyāle meñ hī sharāb nahīñ
  3. ik nazar ār pār kar dekheñrūh ko jism utār kar dekheñ
  4. bas ek āḳhirī raste meñ ham khaṛī dekheñtirā ye chehra hasīñ dekheñ yā ghaṛī dekheñ
  5. jis kī chāhat meñ gumshuda hūñ maiñvo samajhtī hai be vafā hūñ maiñ
  6. tujhe itnā to dekhā bhī nahīñ haitujhe ham yād jitnā kar rahe haiñ
  7. chun liyā hai tumheñ mirā mahbūbdūsrā koī intiḳhāb nahīñ
  8. kyā kareñ boltī in ānkhoñ kāhāl-e-dil kā chhupā nahīñ sakte
  9. mar ga.ī band lifāfe meñ mohabbat merīsirf usī ne na paṛhe jis ko paṛhāne the ḳhat
  10. hijr kā dukh nahīñ rahā hameñ abhai ye dukh ab koī azāb nahīñ