Poet
منیر بھوپالی
Poems
- بے نیاز ہر تمنا ہو گیاعشق میں اب حسن پیدا ہو گیاbe niyāz har tamannā ho gayāishq meñ ab husn paidā ho gayā
- تاب دیدار لا نہیں سکتےان سے نظریں ملا نہیں سکتےtāb-e-dīdār lā nahīñ sakteun se nazreñ milā nahīñ sakte
- طور بن کر جل گیا یا شوق موسیٰ ہو گیاہائے وہ دل جو ترے جلوہ کا شیدا ہو گیاtūr ban kar jal gayā yā shauq mūsā ho gayāhā.e vo dil jo tire jalva kā shaidā ho gayā
- محبت ہے تو پھر اندازۂ شوق وفا کیوں ہوشکایت درد کی کیوں ہو جفاؤں کا گلہ کیوں ہوmohabbat hai to phir andāza-e-shauq-e-vafā kyūñ hoshikāyat dard kī kyūñ ho jafā.oñ kā gila kyūñ ho
- نہ ابتدا ہوں کسی کی نہ انتہا ہوں میںتعینات کی حد سے گزر گیا ہوں میںna ibtidā hūñ kisī kī na intihā hūñ maiñta.ayyunāt kī had se guzar gayā hūñ maiñ