Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

ماسٹر باسط بسوانی

Poems

Meter
  1. hazrat-e-dil jo kisī mis ke havāle hotejitne gore haiñ muqarrar mire sāle hote
  2. adū kambaḳht ko saudā hai kuchh aisā judā.ī kāliye sar par phirā kartā hai ḍhāncha chārpā.ī kā
  3. hāth āyā hai sitam gar to baṛī ghāt ke ba.adsab batā dūñgā meñ tujh ko magar ik bāt ke ba.ad
  4. ham apnī jān se ai but bahut bezār baiṭhe haiñbharī barsāt meñ ākar pas-e-dīvār baiṭhe haiñ