Poet
Madhurima Singh
b. 1956
Poems
- ارادے ہی پیروں کے چھالے ہوئے ہیںسفر حادثوں کے حوالے ہوئے ہیںirāde hī pairoñ ke chhāle hue haiñsafar hādsoñ ke havāle hue haiñ
- بہت ہیں زندگی میں غم سنو خاموش کیوں ہو تمتمہارے روبرو ہیں ہم سنو خاموش کیوں ہو تمbahut haiñ zindagī meñ ġham suno ḳhāmosh kyūñ ho tumtumhāre rūbarū haiñ ham suno ḳhāmosh kyūñ ho tum
- پھر یادوں کا موسم آیا کئی برس کے بعدجانے کیوں درپن شرمایا کئی برس کے بعدphir yādoñ kā mausam āyā ka.ī baras ke ba.adjāne kyūñ darpan sharmāyā ka.ī baras ke ba.ad
- کچھ سفر کا غبار جیسا تھاسانسوں پر اک ادھار جیسا تھاkuchh safar kā ġhubār jaisā thāsānsoñ par ik udhār jaisā thā
- میری خاطر کوش بھاگیہ کا گھٹ جاتا ہےدل کی ہر چٹھی کا کونا پھٹ جاتا ہےmerī ḳhātir kosh bhāgye kā ghuṭ jātā haidil kī har chiṭṭhī kā konā phaṭ jātā hai
- میری سانسوں سے یوں آئے بھینی بھینی آگ کی خوشبوجوگی کی دھونی سے جیسے اڑتی ہے بیراگ کی خوشبوmerī sānsoñ se yūñ ā.e bhīnī bhīnī āg kī ḳhushbūjogī kī dhonī se jaise uṛtī hai bairāg kī ḳhushbū
- میرے اندر جیسے کوئی ٹھنڈا صحرا جلتا ہےآہٹ آہٹ یوں لگتا ہے مجھ میں کوئی چلتا ہےmere andar jaise koī ṭhanḍā sahrā jaltā haiāhaṭ āhaṭ yūñ lagtā hai mujh meñ koī chaltā hai