Poet
Lata Haya
Poems
- قسمت عجیب کھیل دکھاتی چلی گئیجو ہنس رہے تھے ان کو رلاتی چلی گئیqismat ajīb khel dikhātī chalī ga.ījo hañs rahe the un ko rulātī chalī ga.ī
- میں پی رہی ہوں کہ زہراب ہیں مرے آنسوتری نظر میں فقط آب ہیں مرے آنسوmaiñ pī rahī hūñ ke zahrāb haiñ mire ānsūtirī nazar meñ faqat āb haiñ mire ānsū
- میں غزل ہوں مجھے جب آپ سنا کرتے ہیںچند لمحے مرا غم بانٹ لیا کرتے ہیںmaiñ ġhazal hūñ mujhe jab āp sunā karte haiñchand lamhe mirā ġham bāñṭ liyā karte haiñ
- میں نے ویرانے کو گلزار بنا رکھا ہےکیا برا ہے جو حقیقت کو چھپا رکھا ہےmaiñ ne vīrāne ko gulzār banā rakhā haikyā burā hai jo haqīqat ko chhupā rakhā hai
- ہر قدم حادثے ہر نفس تلخیاںزندگی برق طوفاں خزاں آندھیاںhar qadam hādse har nafas talḳhiyāñzindagī barq tūfāñ ḳhizāñ āndhiyāñ