Poet
Kabeer Athar
b. 1962
Poems
- بگڑتا زخم ہنر آشکارا کرنا پڑاہمیں بھی داد کا مرہم گوارا کرنا پڑاbigaṛtā zaḳhm-e-hunar āshkārā karnā paṛāhameñ bhī dād kā marham gavārā karnā paṛā
- جو عام سا اک سوال پوچھا تو کیا کہیں گےکسی نے ہم سے بھی حال پوچھا تو کیا کہیں گےjo ām sā ik savāl pūchhā to kyā kaheñgekisī ne ham se bhī hāl pūchhā to kyā kaheñge
- جہاں سانسیں نہیں چلتیں وہاں کیا چل رہا ہےبہشت خاک میں اے رفتگاں کیا چل رہا ہےjahāñ sānseñ nahīñ chaltīñ vahāñ kyā chal rahā haibahisht-e-ḳhāk meñ ai raftagāñ kyā chal rahā hai
- کبھی فراق کبھی لذت وصال میں رکھمجھ اعتدال سے عاری کو اعتدال میں رکھkabhī firāq kabhī lazzat-e-visāl meñ rakhmujh etidāl se ārī ko etidāl meñ rakh
- ہم سایے سے طلب کروں پانی کے بعد کیارہتا ہے ہوش نقل مکانی کے بعد کیاham sāye se talab karūñ pānī ke ba.ad kyārahtā hai hosh naql-e-makānī ke ba.ad kyā