Poet
Jafar Abbas
1947–2022
Poems
- اب فراق و وصال بار ہوئےعمر گزری ہے بے قرار ہوئےab firāq-o-visāl bār hueumr guzrī hai be qarār hue
- ابھی تو محو تجلی ہیں سب دکانوں پرپلٹ کے دیکھیے آتے ہیں کب مکانوں پرabhī to mahv-e-tajallī haiñ sab dukānoñ parpalaṭ ke dekhiye āte haiñ kab makānoñ par
- اپنے لیل و نہار کی باتیںجبر کی اختیار کی باتیںapne lail-o-nahār kī bāteñjabr kī iḳhtiyār kī bāteñ
- اک اک کر کے ہو گئے رخصت اب کوئی ارمان نہیںدل میں گہرا سناٹا ہے اب کوئی مہمان نہیںik ik kar ke ho ga.e ruḳhsat ab koī armān nahīñdil meñ gahrā sannāṭā hai ab koī mehmān nahīñ
- عجیب بات تھی ہر شعر پر اثر ٹھہرامیں اس کی بزم میں کل رات با ہنر ٹھہراajīb bāt thī har sher pur asar ṭhahrāmaiñ us kī bazm meñ kal rāt bā hunar ṭhahrā
- واہ کیا دور ہے کیا لوگ ہیں کیا ہوتا ہےیہ بھی مت کہہ کہ جو کہئے تو گلا ہوتا ہےvāh kyā dūr hai kyā log haiñ kyā hotā haiye bhī mat kah ke jo kahiye to gilā hotā hai
- ہم ہی نے سیکھ لیا رہ گزر کو گھر کرناوگرنہ اس کی تو عادت ہے در بہ در کرناham hī ne sīkh liyā rah guzar ko ghar karnāvagarna us kī to ādat hai dar ba dar karnā