Poet
Iftikhar Imam Siddiqi
b. 1947
Poems
- بکھر ہی جاؤں گا میں بھی ہوا اداسی ہےفنا نصیب ہر اک سلسلہ اداسی ہےbikhar hī jā.ūñgā meñ bhī huā udāsī haifanā nasīb har ik silsila udāsī hai
- ترے قریب رہوں یا کہ دور جاؤں میںہے دل کا ایک ہی عالم تجھی کو چاہوں میںtire qarīb rahūñ yā ke dūr jā.ūñ maiñhai dil kā ek hī ālam tujhī ko chāhoñ meñ
- تو نہیں تو زندگی میں اور کیا رہ جائے گادور تک تنہائیوں کا سلسلہ رہ جائے گاto nahīñ to zindagī meñ aur kiyā rah jā.egādūr tak tanhā.iyoñ kā silsila rah jā.egā
- وہ خواب تھا بکھر گیا خیال تھا ملا نہیںمگر یہ دل کو کیا ہوا کیوں بجھ گیا پتا نہیںvo ḳhvāb thā bikhar gayā ḳhayāl thā milā nahīñmagar ye dil ko kyā huā kyūñ bujh gayā patā nahīñ
- وہ نہیں ملتا مجھے اس کا گلا اپنی جگہاس کے میرے درمیاں کا فاصلہ اپنی جگہvo nahīñ miltā mujhe us kā gilā apnī jagahus ke mere darmiyāñ kā fāsla apnī jagah
- وہ اپنی نفرتوں کو کہاں جا کے بانٹتااس کے لئے تو شہر میں آسان میں ہی تھاvo apnī nafratoñ ko kahāñ jā ke bāñṭṭāus ke liye to shahr meñ āsān meñ hī thā