Poet
حکیم محمد اجمل خاں شیدا
Poems
- پھرتا رہتا ہوں میں ہر لحظہ پس جام شرابمجھ کو بد نام کرے گی ہوس جام شرابphirtā rahtā hūñ maiñ har lahza pas jām-e-sharābmujh ko bad nām karegī havas jām-e-sharāb
- جو ہونی تھی وہ ہم نشیں ہو چکیمرے مدعا پر نہیں ہو چکیjo honī thī vo ham nashīñ ho chukīmire mudda.ā par nahīñ ho chukī
- چرچا ہمارا عشق نے کیوں جا بجا کیادل اس کو دے دیا تو بھلا کیا برا کیاcharchā hamārā ishq ne kyūñ jā bajā kiyādil us ko de diyā to bhalā kyā burā kiyā
- درد کو رہنے بھی دے دل میں دوا ہو جائے گیموت آئے گی تو اے ہمدم شفا ہو جائے گیdard ko rahne bhī de dil meñ davā ho jā.egīmaut ā.egī to ai hamdam shifā ho jā.egī
- کچھ بات ہی تھی ایسی کہ تھامے جگر گئےہم اور جاتے بزم عدو میں مگر گئےkuchh bāt hī thī aisī ke thāme jigar ga.eham aur jāte bazm-e-adū meñ magar ga.e
- گداز دل سے پروانہ ہوا خاکجیا بے سوز میں تو کیا جیا خاکgudāz-e-dil se parvāna huā ḳhākjiyā be soz meñ to kyā jiyā ḳhāk
- مرتا بھلا ہے ضبط کی طاقت اگر نہ ہوکتنا ہی درد دل ہو مگر چشم تر نہ ہوmartā bhalā hai zabt kī tāqat agar na hokitnā hī dard-e-dil ho magar chashm-e-tar na ho
- مریض عشق کی جز مرگ دنیا میں دوا کیوں ہواگر جاں ہو عزیز اپنی تو جاناں پر فدا کیوں ہوmarīz-e-ishq kī juz marg duniyā meñ davā kyūñ hoagar jāñ ho azīz apnī to jānāñ par fidā kyūñ ho