Poet
ہاجر دہلوی
Poems
- ادائیں ہیں جو اس رشک پری میںنہ ڈھونڈے سے ملیں گی وہ کسی میںadā.eñ haiñ jo is rashk-e-parī meñna ḍhūñḍe se mileñgī vo kisī meñ
- الٹا اثر یہ شکوۂ بیداد سے ہواوہ اور بھی خفا مری فریاد سے ہواulṭā asar ye shikva-e-bedād se huāvo aur bhī ḳhafā mirī fariyād se huā
- رنج میں بھی شاد رہنا چاہئےیہ مقولہ یاد رہنا چاہئےranj meñ bhī shād rahnā chāhiyeye maqūla yād rahnā chāhiye
- رہتا ہے ہمیشہ جو مری یار بغل میںجلتے ہیں اسے دیکھ کے اغیار بغل میںrahtā hai hamesha jo mirī yār baġhal meñjalte haiñ use dekh ke aġhyār baġhal meñ
- سوائے عشق بتاں اور مجھ کو کام نہیںانہی کا ذکر ہے لب پر خدا کا نام نہیںsivā.e ishq-e-butāñ aur mujh ko kām nahīñunhī kā zikr hai lab par ḳhudā kā nām nahīñ
- عدو پر لطف ہے ہم پر جفا ہےمری جاں کیا یہی رسم وفا ہےadū pur lutf hai ham par jafā haimirī jāñ kyā yahī rasm-e-vafā hai
- مانند شمع بزم پگھلنے کے واسطےپیدا ہوا ہوں عشق میں جلنے کے واسطےmānind-e-sham-e-bazm pighalne ke vāstepaidā huā hūñ ishq meñ jalne ke vāste
- نہیں غم گر خفا سارا جہاں ہےخدا کا شکر ہے وہ مہرباں ہےnahīñ ġham gar ḳhafā sārā jahāñ haiḳhudā kā shukr hai vo mehrbāñ hai