Poet
Hafiz Taib
1931–2004
Poems
- اک درد سا پہلو میں مچلتا ہے سر شامجب چاند جھروکے میں نکلتا ہے سر شامik dard sā pahlū meñ machaltā hai sar-e-shāmjab chānd jharoke meñ nikaltā hai sar-e-shām
- اک نیا کرب مرے دل میں جنم لیتا ہےقافلہ درد کا کچھ دیر جو دم لیتا ہےik nayā karb mire dil meñ janam letā haiqāfila dard kā kuchh der jo dam letā hai
- پتھر میں فن کے پھول کھلا کر چلا گیاکیسے امٹ نقوش کوئی چھوڑتا گیاpatthar meñ fan ke phūl khulā kar chalā gayākaise amaṭ nuqūsh koī chhoṛtā gayā
- دے تبسم کی خیرات ماحول کو ہم کو درکار ہے روشنی یا نبیایک شیریں جھلک ایک رنگیں ڈلک تلخ و تاریک ہے زندگی یا نبیde tabassum kī ḳhairāt māhaul ko ham ko darkār hai raushnī yā nabīek shīrīñ jhalak ek rangīñ ḍlak talḳh-o-tārīk hai zindagī yā nabī
- شرر افشاں وہ شرر خو بھی نہیںکوئی تارا کوئی جگنو بھی نہیںsharar afshāñ vo sharar ḳhū bhī nahīñkoī tārā koī jugnū bhī nahīñ
- لفظ سے جب نہ اٹھا بار خیالکیسے کیسے کیا اظہار خیالlafz se jab na uṭhā bār-e-ḳhayālkaise kaise kiyā iz.hār-e-ḳhayāl
- وہ جو تیری طلب میں ایذا تھیمیرے ہر درد کا مداوا تھیvo jo terī talab meñ īzā thīmere har dard kā mudāvā thī