Poet
Habib Tanvir
1923–2009
Poems
- بے محل ہے گفتگو ہیں بے اثر اشعار ابھیزندگی بے لطف ہے نا پختہ ہیں افکار ابھیbe mahal hai guftugū haiñ be asar ash.ār abhīzindagī be lutf hai nā puḳhta haiñ afkār abhī
- خلش و سوز دل فگار ہی دیدل میں شمشیر آب دار ہی دیḳhalish-o-soz-e-dil figār hī dīdil meñ shamshīr-e-āb dār hī dī
- میں نہیں جا پاؤں گا یارو سوئے گلزار ابھیدیکھنی ہے آبجوئے زیست کی رفتار ابھیmaiñ nahīñ jā pā.ūñgā yāro sū-e-gulzār abhīdekhnī hai ābjoe zīst kī raftār abhī
- تمہارے گاؤں سے جو راستہ نکلتا ہےمیں بار بار اسی راستے گزرا ہوںtumhāre gā.oñ se jo rāsta nikaltā haimaiñ bār bār isī rāste guzrā hūñ
- میری بچی نے مجھ سے کل پوچھابابا یہ آسماں ہے نیلا کیوںmerī bachī ne mujh se kal pūchhābābā ye āsmāñ hai nīlā kyūñ
- میں نے سوچا تمہیں مدت سے نہیں دیکھا ہےدل بہت دن سے ہے بے چین چلوں گھر ہو آؤںmaiñ ne sochā tumheñ muddat se nahīñ dekhā haidil bahut din se hai be chain chalūñ ghar ho ā.ūñ