Poet
FaIyaz Rashk
b. 1953
Poems
- اسی سے فکر و فن کو ہر گھڑی منسوب رکھتے ہیںزباں کی چاشنی سے تر بہ تر غزلوں کو پڑھتا ہوںusī se fikr-o-fan ko har ghaṛī mansūb rakhte haiñzabāñ kī chāshnī se tar ba tar ġhazloñ ko paṛhtā hūñ
- جاری تو ہو سب کے لئے فرمان محبتکر دیجئے دل سے ذرا اعلان محبتjārī to ho sab ke liye farmān mohabbatkar dījiye dil se zarā elān-e-mohabbat
- جہاں میں خود کو بنانے میں دیر لگتی ہےکسی مقام پہ آنے میں دیر لگتی ہےjahāñ meñ ḳhud ko banāne meñ der lagtī haikisī maqām pe āne meñ der lagtī hai
- خیال و خواب کو پرواز دیتا رہتا ہوںمیں اپنے آپ کو آواز دیتا رہتا ہوںḳhayāl-o-ḳhvāb ko parvāz detā rahtā hūñmaiñ apne āp ko āvāz detā rahtā hūñ
- طاقت کے سارے زور کو خاموش کر دیاخاموشیوں نے شور کو خاموش کر دیاtāqat ke sāre zor ko ḳhāmosh kar diyāḳhāmoshiyoñ ne shor ko ḳhāmosh kar diyā
- مٹا کے تیرگی تنویر چاہتا ہے دلہر ایک خواب کی تعبیر چاہتا ہے دلmiṭā ke tīrgī tanvīr chāhtā hai dilhar ek ḳhvāb kī ta.abīr chāhtā hai dil
- ہر قدم خوف ہے دہشت ہے ریاکاری ہےروشنی میں بھی اندھیروں کا سفر جاری ہےhar qadam ḳhauf hai dahshat hai riyākārī hairaushnī meñ bhī andheroñ kā safar jārī hai