Poet
Dakhlan Bhopali
b. 1973
Poems
- ابھی ابھی ہوا ہم تیرگی سے نکلے ہیںجہان عشق کی اندھی گلی سے نکلے ہیںabhī abhī huā ham tīrgī se nikle haiñjahān-e-ishq kī andhī galī se nikle haiñ
- اجڑے ہوئے جہان بہت وقت ہو گیازندہ ہے بس تھکان بہت وقت ہو گیاujṛe hue jahān bahut vaqt ho gayāzinda hai bas thakān bahut vaqt ho gayā
- رشک اس بات پہ مر جاتا ہےکم سے کم ملنے تو وہ آتا ہےrashk is bāt pe mar jātā haikam se kam milne to vo ātā hai
- فیض سمجھے تھے جسے تھا وہ زیاں حیرت ہےیہ محبت ہی مرے دل کو گراں حیرت ہےfaiz samjhe the jise thā vo ziyāñ hairat haiye mohabbat hī mire dil ko girāñ hairat hai
- وہ بس رسہ کشی تھیمحبت تھک چکی تھیvo bas rassa kashī thīmohabbat thak chukī thī
- ہر ایک شعر میں آہ و فغاں نکلے گیسفر کی مشکلیں رونے کا فائدہ کیا ہےhar ek sher meñ āh-o-fuġhāñ niklegīsafar kī mushkileñ rone kā fā.ida kyā hai
- ہماری روح کو چھوکر گزر گیا ہے ابھیوہ ایک لمحہ نہ جانے کدھر گیا ہے ابھیhamārī rūh ko chhūkar guzar gayā hai abhīvo ek lamha na jāne kidhar gayā hai abhī