Poet
بوم میرٹھی
Poems
- آدھا مزہ وصال کا پائے ہوئے تو ہوںننگا گلے سے تم کو لگائے ہوئے تو ہوںādhā maza visāl kā pā.e hue to hūñnangā gale se tum ko lagā.e hue to hūñ
- اتش حسن بھری ہے تیرے رخساروں میںکون منہ مارے دہکتے ہوئے انگاروں میںatash husn bharī hai tere ruḳhsāroñ meñkaun muñh māre dahakte hue angāroñ meñ
- اچھلتا کودتا ہے خوش دل دیوانہ ہوتا ہےنظر کے سامنے جب جلوۂ جانانہ ہوتا ہےuchhaltā kūdtā hai ḳhush dil-e-dīvāna hotā hainazar ke sāmne jab jalva-e-jānāna hotā hai
- اس قدر بڑھ گئی وحشت ترے دیوانے کیتوڑ کے پھینک دیں سب کھڈیاں پاخانے کیis qadar baṛh ga.ī vahshat tire dīvāne kītoṛ ke pheñk deñ sab khaḍḍiyāñ pāḳhāne kī
- اگر دشمن کی تھوڑی سی مرمت اور ہو جاتیتو پھر الو کے پٹھے کو نصیحت اور ہو جاتیagar dushman kī thoṛī sī murammat aur ho jātīto phir ullū ke paṭṭhe ko nasīhat aur ho jātī
- اللہ اللہ وصل کی شب اس قدر اعجاز ہےایک ذرا سی چیز ہے اس پر بھی اتنا ناز ہےallāh allāh vasl kī shab is qadar ejāz haiek zarā sī chīz hai us par bhī itnā nāz hai
- جو پوچھا کیا مریض غم کا درماں ہو نہیں سکتاتو سالے نے کہا ہنس کر کے ہاں ہاں ہو نہیں سکتاjo pūchhā kyā marīz-e-ġham kā darmāñ ho nahīñ saktātū sāle ne kahā hañs kar ke hāñ hāñ ho nahīñ saktā
- جوش پر یوں جذبۂ بے اختیار آ ہی گیادیکھ کر ان کو برہنہ مجھ کو پیار آ ہی گیاjosh par yūñ jazba-e-be iḳhtiyār ā hī gayādekh kar un ko barahna mujh ko pyār ā hī gayā
- شب وعدہ ادھر مجھ کو ہنسی سی آئی جاتی ہےادھر ان کی نظر ہے خود بخود شرمائی جاتی ہےshab-e-va.ada idhar mujh ko hañsī sī ā.ī jātī haiidhar un kī nazar hai ḳhud baḳhud sharmā.ī jātī hai
- ظلم سالے نے کیا یہ دل دلگیر کے ساتھرکھ دیا باندھ کے چھپر میں اسے تیر کے ساتھzulm sāle ne kiyā ye dil-e-dilgīr ke sāthrakh diyā bāñdh ke chhappar meñ use tīr ke sāth
- عدو کی ان کے کوچہ میں مرمت ہونے والی ہےکسی کی آج بے پیسہ حجامت ہونے والی ہےadū kī un ke kūcha meñ murammat hone vālī haikisī kī āj be paisa hajāmat hone vālī hai
- کر سکی کچھ نہ تری زلف سیاہ فام مراکفر کے سایہ میں بڑھتا رہا اسلام مراkar sakī kuchh na tirī zulf-e-siyāh fām mirākufr ke sāya meñ baṛhtā rahā islām mirā