Poet
Babar Rehman Shah
b. 1994
Poems
- تم کو میں جب سلام کرتا ہوںتب فغاں گام گام کرتا ہوںtum ko maiñ jab salām kartā hūñtab fuġhāñ gām gām kartā hūñ
- داستان غم تجھے بتلائیں کیازخم سینے کے تجھے دکھلائیں کیاdāstān-e-ġham tujhe batlā.eñ kyāzaḳhm sīne ke tujhe dikhlā.eñ kyā
- دل نے ہم سے عجب ہی کام لیاہم کو بیچا مگر نہ دام لیاdil ne ham se ajab hī kām liyāham ko bechā magar na dām liyā
- کسی کے جال میں آ کر میں اپنا دل گنوا بیٹھامجھے تھا عشق قاتل سے میں اپنا سر کٹا بیٹھاkisī ke jāl meñ ā kar maiñ apnā dil gañvā baiṭhāmujhe thā ishq qātil se maiñ apnā sar kaṭā baiṭhā
- مان لو صاحبو کہا میراکیوں کہ عبرت ہے نقش پا میراmān lo sāhabo kahā merākyūñ ke ibrat hai naqsh-e-pā merā
- نہیں نہیں یہ مرا عکس ہو نہیں سکتاکسی کے سامنے میں یوں تو رو نہیں سکتاnahīñ nahīñ ye mirā aks ho nahīñ saktākisī ke sāmne meñ yūñ to ro nahīñ saktā