Poet
Majaz Lakhnawi
مجاز لکھنوی1911–1955Born in RudauliDied in Lucknow
Asrar-ul-Haq, who wrote as Majaz, studied at Aligarh Muslim University, where he came into contact with the Progressive Writers' Movement. He worked on the journal Awaz in Delhi and at All India Radio, and later helped edit Naya Adab and Parcham in Lucknow. Known for romantic and revolutionary verse, he wrote the nazm Awara and the Aligarh university anthem; his collections are Ahang, Shab-e-Tar and Saz-e-Nau.
Writes about
- Romance
- Revolution
- Wandering
Poems
- تاج جب مرد کے ماتھے پہ نظر آتا ہےیک بیک خوں مری آنکھوں میں اتر آتا ہےtāj jab mard ke māthe pe nazar ātā haiyak bayak ḳhūñ mirī ānkhoñ meñ utar ātā hai
- دل کو محو غم دل دار کئے بیٹھے ہیںرند بنتے ہیں مگر زہر پئے بیٹھے ہیںdil ko mahv-e-ġham-e-dil dār kiye baiṭhe haiñrind bante haiñ magar zahr piye baiṭhe haiñ
- زندگی ساز دے رہی ہے مجھےسحر و اعجاز دے رہی ہے مجھےzindagī sāz de rahī hai mujhesahar-o-ejāz de rahī hai mujhe
- شاعر ہوں اور امیں ہوں عروس سخن کا میںکرنل نہیں ہوں خان بہادر نہیں ہوں میںshāyar hūñ aur amīñ hūñ urūs-e-suḳhan kā maiñkarnal nahīñ hūñ ḳhān bahādur nahīñ hūñ maiñ
- کفر کیا تثلیث کیا الحاد کیا اسلام کیاتو بہر صورت کسی زنجیر میں جکڑا ہواkufr kyā taslīs kyā ilhād kyā islām kyātū bahar sūrat kisī zanjīr meñ jakṛā huā
- مجھے ساغر دوبارہ مل گیا ہےتلاطم میں کنارا مل گیا ہےmujhe sāġhar dobāra mil gayā haitalātum meñ kinārā mil gayā hai
- میکدہ چھوڑ کے میں تیری طرف آیا ہوںسرفروشوں سے میں باندھے ہوئے صف آیا ہوںmaikada chhoṛ ke maiñ terī taraf āyā hūñsarfaroshoñ se maiñ bāñdhe hue saf āyā hūñ
- نہ ان کا ذہن صاف ہے نہ میرا قلب صاف ہےتو کیوں دلوں میں جا گزیں وہ بنت صد عفاف ہےna un kā zehn sāf hai na merā qalb sāf haito kyūñ diloñ meñ jā guzīñ vo bint-e-sad afāf hai
- وقت کی سعیٔ مسلسل کارگر ہوتی گئیزندگی لحظہ بہ لحظہ مختصر ہوتی گئیvaqt kī sa.ī-e-musalsal kārgar hotī ga.īzindagī lahza ba lahza muḳhtasar hotī ga.ī