Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

آسی غازی پوری

Poems

Meter
  1. itnā to jānte haiñ ke āshiq fanā huāaur is se āge baṛh ke ḳhudā jāne kyā huā
  2. zaḳhm-e-dil ham dikhā nahīñ saktedil kisī kā dikhā nahīñ sakte
  3. vo kyā hai tirā jis meñ jalvā nahīñ haina dekhe tujhe koī andhā nahīñ hai
  4. hazāroñ kī jān le chukā hai ye chehra zer-e-naqāb ho karmagar qayāmat karoge barpā jo nikloge be hijāb ho kar