Poet
Aadil Aseer Dehlvi
1959–2014
Poems
- آؤ ہم جنگل کو بچائیںپیڑ نہ کاٹیں پیڑ اگائیںā.o ham jangal ko bachā.eñpeṛ na kāṭeñ peṛ ugā.eñ
- اکثر ہمارے خواب میں آتی ہیں ٹافیاںکھل جائے پھر جو آنکھ ستاتی ہیں ٹافیاںaksar hamāre ḳhvāb meñ ātī haiñ ṭāfiyāñkhul jā.e phir jo ānkh satātī haiñ ṭāfiyāñ
- پڑھنا لکھنا سکھائےاچھی راہ بتائےpaṛhnā likhnā sikhā.eachchhī rāh batā.e
- خدا کی یہ باتیں خدا جانتا ہےنکلتا ہے مشرق سے کس طرح سورجḳhudā kī ye bāteñ ḳhudā jāntā hainikaltā hai mashriq se kis tarah sūraj
- دیکھو غریب کتنی زحمت اٹھا رہا ہےگلیوں میں بھیڑ والی رکشا چلا رہا ہےdekho ġharīb kitnī zahmat uṭhā rahā haigaliyoñ meñ bhīṛ vālī rakshā chalā rahā hai
- دیکھو کچن میں آیا کونچھوٹا سا یہ سایا کونdekho kichan meñ āyā kaunchhoṭā sā ye sāyā kaun
- سنو پیارے بچو یہ قصہ نیامرے پیارے بھارت کے اک شہر کاsuno pyāre bachcho ye qissa nayāmire pyāre bhārat ke ik shahr kā
- کیسے بنائی تو نے یہ کائنات پیاریحیران ہو رہی ہے عقل و خرد ہماریkaise banā.ī tū ne ye kā.ināt pyārīhairān ho rahī hai aql-o-ḳhirad hamārī
- میں کیا چاہتا ہوں ذرا مجھ سے پوچھویہ کہتے ہیں ابو کہ افسر بنوں میںmaiñ kyā chāhtā hūñ zarā mujh se pūchhoye kahte haiñ abū ke afsar banoñ meñ
- ناداں کوئی اک روز جو جنگل میں گیااخروٹ کے باغات کا منظر دیکھاnādāñ koī ik roz jo jangal meñ gayāaḳhroṭ ke bāġhāt kā manzar dekhā
- نماز کو جو جاؤ گےخدا کا قرب پاؤ گےnamāz ko jo jā.ogeḳhudā kā qurb pā.oge
- وعدہ کیا تھا آپ نے مجھ سےیک شنبہ کو کھیر پکے گیva.ada kyā thā āp ne mujh seyak shamba ko khīr pakegī
- ہولی جب بھی آئےپیار کی خوشیاں لائےholī jab bhī ā.epyār kī ḳhushiyāñ lā.e