Poet
Zafar Anwar
Poems
- جیب و گریباں ٹکڑے ٹکڑے دامن کو بھی تار کیاکیسے کیسے ہم نے اپنی وحشت کا اظہار کیاjeb-o-garebāñ ṭukṛe ṭukṛe dāman ko bhī tār kiyākaise kaise ham ne apnī vahshat kā iz.hār kiyā
- زہر غم دل میں سمونے بھی نہیں دیتا ہےکرب احساس کو کھونے بھی نہیں دیتا ہےzahr-e-ġham dil meñ samone bhī nahīñ detā haikarb-e-ehsās ko khone bhī nahīñ detā hai
- سر میں سودا بھی وہی کوچۂ قاتل بھی وہیرقص بسمل بھی وہی شور سلاسل بھی وہیsar meñ saudā bhī vahī kūcha-e-qātil bhī vahīraqs-e-bismil bhī vahī shor-e-salāsil bhī vahī