Poet
شاہ نیاز احمد
Poems
- عشق میں تیرے کوہ غم سر پہ لیا جو ہو سو ہوعیش و نشاط زندگی چھوڑ دیا جو ہو سو ہوishq meñ tere koh-e-ġham sar pe liyā jo ho so hoaish-o-nishāt-e-zindagī chhoṛ diyā jo ho so ho
- ہم کو یاں در در پھرایا یار نےلا مکاں میں گھر بنایا یار نےham ko yāñ dar dar pharāyā yār nelā makāñ meñ ghar banāyā yār ne
- یار کو ہم نے جا بجا دیکھاکہیں ظاہر کہیں چھپا دیکھاyār ko ham ne jā bajā dekhākahīñ zāhir kahīñ chhupā dekhā