Poet
Sabeeha Farhat Sambhali
Poems
- بحر سے دریا بنا دریا سے کوزہ ہو گیامرتبہ کیا تھا تمہاری بزم میں کیا ہو گیاbahr se dariyā banā dariyā se kūza ho gayāmartaba kyā thā tumhārī bazm meñ kyā ho gayā
- ظاہر میں تو مجموعۂ اشعار غزل ہےباطن میں مہکتا ہوا گلزار غزل ہےzāhir meñ to majmūa-e-ash.ār ġhazal haibātin meñ mahaktā huā gulzār ġhazal hai
- مانجھی بوڑھا ناؤ پرانیاور ہوائیں ہیں طوفانیmānjhī būṛhā nā.o purānīaur havā.eñ haiñ tūfānī
- مرے شعروں میں عکس زندگی ہےجو دیکھا ہے سدا لکھا وہی ہےmire sheroñ meñ aks-e-zindagī haijo dekhā hai sadā likhā vahī hai