Poet
S. H. Bihari
1920–1987
Poems
- بہت شکریہ اور بڑی مہربانی مری زندگی میں حضور آپ آئےقدم چوم لوں یا کہ آنکھیں بچھا دوں کروں کیا یہ میری سمجھ میں نہ آئےbahut shukriya aur baṛī mehrbānī mirī zindagī meñ huzūr āp ā.eqadam chūm lūñ yā ke ānkheñ bichhā dūñ karūñ kyā ye merī samajh meñ na ā.e
- ایسی تو نہ تھی قسمت اپنا بھی کوئی ہوتاکیوں خود کو محبت کا حق دار سمجھ بیٹھےaisī to na thī qismat apnā bhī koī hotākyūñ ḳhud ko mohabbat kā haq dār samajh baiṭhe
- نہ جانے کیوں ہمارے دل کو تم نے دل نہیں سمجھایہ شیشہ توڑ ڈالا پیار کے قابل نہیں سمجھاna jāne kyūñ hamāre dil ko tum ne dil nahīñ samjhāye shīsha toṛ ḍālā pyār ke qābil nahīñ samjhā